Bruce Lee biography success story in hindi

ad+1

    
Asafalta se daro mat ....
asafalta nahi, balki
   chota lakshya aparadh
     hai. Mahan prayaso
        me asafal hona bhi
           shandar hota hai.
                       - Bruce Lee.
:
:
Name - Bruce Lee
born - 27 November 1940
Died - 20 July 1973
Occupation - Actor, Film Director etc.
:
:
        Bruce Lee Unka janm 27 November 1940 ko Chinatown, San Fransisco,
USA me hua tha.
(ye post thodi badi hai, isliye
‘The Update Life'
ko Bookmark me Save kijiye. taki ap kabhi bhi is post ko padh sake.):
:
        Bruce Lee jab chote the tab
unka parivar
san fransisco se hongkong
me chale gaye tab vo ek saal ke the. uske baad
unhone bal kalakar ke rup me lagbhag 20 se jyada filmo me kaam kiya.
is bich vo martial art ko sikh rahe the.
:
:
        Vo jab 18 saal ke the tab unhone padhai puri karne ke liye america me
vapas Aa gaye
aur washington university me admission le liya.
aur unhone logo ko martial arts sikhana chalu kar diya.vo logo ko na keval martial
art sikhate
balki unhe age badhne ki prerna bhi dete the.
ye karte
samay unhone
unke jivan ke asli lakshya (dhey) aur sapno ke arrangement ka kagaz bana liya,
usko
unhone main goal Aisa kaha Usme main goal
tha sabse
adhik kimat lenevala aur lokpriya martial art
ka actor banana.
phir jab
America main pop Sanskriti badhne lagi tab unhone Hollywood ke Steve mack-queen, jems kobern
jaise actors
ko martial art ki training dete-dete vo, filmo ki
duniya se akarshit  hue.
pahle to unhe
chote hi role mile, vo koi achhe kamyaab na ho paye uski wajah thi filmo main
fight adviser
ya ya phir chota mota kaam unhe mil jata.
:
:
        Phir 1966 me Bruce Lee Tv par the green
hornet ye
series bhi ki usme unhone hero ke dost ki bhumika  nibhayi. ye series band
hone ke
bad unhone ek film “marlove" me ek chota sa role unhone kiya tha.
:
:
        Kuch vaqt tak prayas karne ke bad vo hongkong
ko chale
gaye.
vaha unhe “wai of the dragon" is film me unhe unko jaisa chahiye tha vaisa
hi ek badhiya
role mila
jisase Bruce Lee ek bahot bade lokpriya actor
ban gaye. baad me unhone kai
martial arts par
films banani films itni achhi thi ki films superhit ho gayi.
:
:
        Phir vorner brothers ki Enter The Dragon
film banayi
is film ne unhe america aur europe me bhi lokpriya banaya.
:
:
ab unka kagaz par likha main goal bhi pura ho gaya tha  apni lokpriyata ke
jariye vo
ek aisi dhara ( karar )
unko banana asan ho gaya, jiski madad se vo ek
sabse adhik kimat lenevale actor
ban gaye.
:
:
Apko ye post kaisi lagi
comment jarur de. Thanks.

0 comments: